Pyaar Mera Lyrics
tu mere liye kya hai kya bataun
kyun kaise dil ko samjhaun
main hoon patjharh ki rutt sa
main hoon koi tara toot ta
paye bina main khona na chaahun
jaanu na kaise tujhko bataun
nadiyon mein pani jis tarah
nazdeek aau toh door leke jaye dayra
tu sardi ke mausam ki khushboo ke jaisa
tu gehre samandar main uthti lehron jaisa
main kinare baitha ret sa
paye bina main khona na chaahun
jaanu na kaise tujhko bataun