Saanware Lyrics Akhil Sachdeva

Saanware Lyrics Akhil Sachdeva

Saanware Lyrics

Karti hai jo tu aankh se ishaare

Aankhon aankhon mein jo pyaar se pukaare

Chal baithein chal dariyaa kinaare

Aa dikhaun tujhe pyaar ke nazaare

Mujhe kehne de sath tere rehne de

Sun maahiya main taanh dil haareya

Sun haaniya mujhe thaam le zara

Tu ban ja mera saanware lutt jaane de mujhe

Ban jogi tere pyaar mein mitt jaane de mujhe x (2)

Taare saare teri aankhon mein chamkein iss qadar

Chanda tarse tarse teri chandani ko raat bhar

Main bhi tadpun jo tera na rahun

Juda jo tujhse, pata hai rabb ko main toh tera ban jaunga

Sun heeriye tu bhi dil haar ja

Sun haaniya mujhe thaam le zara

Tu ban ja mera saanware lutt jane de mujhe

Ban jogi tere pyaar mein mitt jane de mujhe x (2)

Main ban gaya ban gaya jogiya tera ban gaya ban gaya jogiya

Tu ban mera saanware main ban gaya tera jogiya x (2)

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *