Aisa Main Shaitaan Lyrics Raftaar (From ‘Shaitaan’)

Aisa Main Shaitaan Lyrics Raftaar (From ‘Shaitaan’)

Aisa Main Shaitaan Lyrics

jaadu hai jubaan bas mein karlu jaan

toh kaampe aatma aisa main shaitaan

tantar na mantar na koi antar

mujhse hai balwaan aisa main shaitaan

kaali raaton ka kala saya hu

kaal mere bas mein kaali maya hu

meri ichha se dunia chalti hai

mere bas mein kathputli ki jaan

aisa aisa aisa aisa aisa aisa

mere jaisa koi kabhi na hua hai

meri shaktiyon mein pareton ki dua

na hi main mita tha na hi na hi main mitunga

mera toh mukaddar dekho maine hi likha

main shikari sab pe bhaari

chedoge jo tum jaagega haiwaan

sabke andar hi soya hai shaitaan

kabze mein shaitaan na kar paya insaan

isliye insaan fir banta shaitaan

kaali raaton ka kala saya hu

kaal mere bas mein kaali maya hu

tum khilone ho tumse khelunga

khel khel mein pahuncha du shamshaan

aisa aisa aisa aisa aisa aisa

aisa aisa aisa aisa aisa aisa

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *